Immikiller
My nice pic
Hum husn hone ka dawa to nahi karte...~waise magar...~ jise ankh bhar kar dekh le use uljhan me dal dete hai...!!!
N
D77
Do Kadam TO Sab Chal Lete Hain, Par,

Zindagi Bhar Ka Saath Koi Nahi Nibhata

Agar Ro kar Bhulaai Jaati Yaadein

To Hanskar Koi Ghum Naa Chupata....!! 
N 1
D76
Ham Ny Charcha Boht Suna Tha Us Ki Sakhawat Ka,

^~FARAZ~^

""Ye Kb Ma'loom Tha K Wo Gham Bhi Dil Khol K Detay Hain...! — 
N 2
D72
phool shakh se bichry to kahin ka nahi rehta
--FARAZ--
tum khud ko juda meri zaat se kuch soch k
kerna..... —
N 3
D71
Sath Chalnay Ko To Chalay Thay Log Buhat Say
"FARAZ"
Lekin Meri Manzil Tak Ka Sathi Mera Saya Hi Raha...!!! 
N 4
D70
Zinda They Jiski Aas Pe Wo Bhi Rula Gaya
Bandhan Wafa K Tour K Sarey Chala Gaya

Khud Hi To Ki Thi Usny Mohabbat Ki Ibteda
Haathon Mein Haath De K Chura Gaya

Kar Di Jis K Liye Hum Ne Tabah Apni Zindagi
Ulta Wo Bewafai Ki Tohmat Laga Gaya —
N 5
D69
Agar Tery Baghair Jeena Itna Aasaan Hota............!
Tu Qasam Hai Mohabbat Ki Tujhe Yaad Karna Bhi Gunah Samajhty.........!
N 6
D68
Wo Kitna Mehrban Tha Ke Hazaron Ghum De Gaya
Faraz..!!
.
.
Hum Kitne Khud Gharz Nikle
Kuch Na De Sake Pyar Ke Siwa —
N 7
D67
” Takat Nahi Mujh Mein K Tujhe Duniya Se Cheen Loon
,,
” FARAZ “,,

” Lekin KHUDA Se Maangne Ka Haq To Hai Mujhe ” 
N 8
D66
Honton Ki Hansi Ko Na Samajh
Haqeeqat-e-Zindagi "" Faraz ""

Mere Dil Mein Uter Ke Dekh
Main Kitna Udas Hon...! 
N 9
D65
Sab Sou Gaye Khushi Khushi Apna Haal-e-Dil Suna Kar,
Faraz,
Kia Mera Koi Nahe Jo Mujhy Poochay k Tum Q Jaag Rahy Ho...????? 
N 10
D64
merey lafzon ki pehchan agar wo ker leta 

~faraz~

usey mujh se nahi,khud se hi muhabbat ho jati! 
N 11
D63
NaDaaN hAi KiTnI wOh.. KuCH sAmJhTi Hi nAhI
‘FaRaZ’…
Seeene Se Lag K PooChTI hAi k DhArKaN TeIz kYU HaI TuMhAArI..? 
N 12
D62
Kisi Ki Yaad Mein Itna Udaas Na Huwa Kar.. !
FaRaz~~
LOg NaSeeb Se MiLte Hain UdaasiyOn Se Nahiii... ..!! 
N 13
D61
Rukhsat Hua To Meri Baat Maan Kar Gaya
Jo Us K Paas Tha Wo Mujhe Daan Kar Gaya

Bichra Wo Is Ada Se K Rutt Hi Badal Gayi
Ek Shakhs Saary Shehr Ko Weraan Kar Gaya

Dil-Chasp Waqia Hai K Kal Ek Aziz Dost
Apny Mafad Par Mujhe Qurban Kar Gaya

Kitni Sudhar Gayi Hai Judai Mein Zindagi
Wo Bewafai Kar K Mujh Par To Ehsaan Kar Gaya

Main Baat Baat Pe Kehta Tha Jisko JAAN
Wo Shakhs Aakhir Mujhe Be-Jaan Kar Gaya
 
N 14
D60
Ujra Chehra Bikhri Zulfain Be'Jaan Aankhain 'Mohsin'
Mujhe To Tum Bhi Kisi Ki Chahat K Maqrooz Lagtay Ho..
N 15
D58
us k kehnay par uski tamanna he chordi hum ne,,,,,,,
FARAZ!!
zara hum bhi to daikhain kon chahta hai usay hamari tarah,,,,! — 
N 16
D57
Wo Bewafa Nahin Tha Yunhi Badnaam Ho Gya *Faraz*
Hazaaron Chahne Wale They Kis Kis Se WAfa Kerta……!!!
N 17
D56
GuZar Jaye Gi Zindagi “Us” Kay “Baghair” Bhi”Faraz

Woh” “Hasrat-E-Zindagi” Hai “Shart-E-Zindagi” To Nahi..!!!
N 18
D55
Mili saza jo mujhe wo kisi khata pe na thi “FARAZ”
Mujh pe jurm jo sabit howa wo wafa ka tha..!! 


N 19
D53
Apno ki chahaton ne diya aesa kuch faraib
“Mohsin”
Rotey rahe lipat k har aik ajnabi se hum 
N 20
D52
Urnay Do In Parindon Ko Azad Fiza Main.........!
Tumharay Hon Gey to Lout Hi Aain Gy Kisi Roz…...!
N 21
D50
UsKe HaR sApNe Ko PuRa KaRnE kI zId ThI mErI
“faraz”
UsNe AzAdI mAnGi AuR mAiNe KhUd Ko MiTa DiYa...! —
N 22
D49
Ye aur baat hai k us se wafa ho na saki ~faraz~
per jo usny kiye thy…wo wady kamaal thy…
N 23
D48
Tere Husn Ko Perde Ki Zaroorat Hi Kya Hai Zaalim.......!
Kon Rehta Hai Hosh Main Tujhe Dekhne K Baad........? —
N 24
D47
Bhul na jaun maangna tujhy har Namaz k bahd.......!
yehi soch k humne naam tera “Dua” rakha hai......! —
N 25
D46
Tuhmaten To Lagti Raheen Roz Nayi Nayi Hum Per "arima"
Magar Jo Sub Se Haseen Ilzam Tha Woh Tera Name Tha —
N 26
D45
Bicherny ki aziat ko..Ager tum janna chaho..
To kuch pal ko..Zara sans apni rok lyna..
Tumhain mehsos ye hoga…
…K…………
Bichrna “MOAT” jesa hai
N 27
D44
Kaash Mil Jaye Kabhi Khuwab Ki Tabeer Mujhay..!!
Ankh Khulty Hi Tujhy Samne Betha Dekhon..!! —
N 28
D43
Kitna lutf daita hai us jaga tanha beth k rona ” faraz”………
Jahan roz wo mere saansoon se bhe ziyada qareeb hota tha…..
N 29
D41
Bana k chor dety hain wo apny wajood ka aadi, MohsiN…......!
Kuch log is tarha bhi muhabton ka sila dety hain..........!
N 30
D40
Hamari be-khudi ka haal woh pochein agar,....!
To kehna hosh bas itna hai tum ko yad karte hain…! 
N 31
D37
Mein kaabil-e-nafrat hoon tou chorr de mujh ko,......!
Tu mujh se yoon dikhawey ki mohabbat na kiya kar.......!  

N 32
D38
Chand Bhi Tanha, Raat Bhi Tanha, Aur Tanha Meri Zaat Hy,......!
Phr Toot Ke Wo Yaad Aaya Ajeeb Aaj Ki Ye Raat Hy…....! 


N 33
D36
Uski aankho me nazar aata he sara jahan mujhko,....!!
Afsos ki un aakhno me kbhi khud ko nhi dekha.......!! 
N 34
D35
Mujay tumhari Judai ka koi gham nahi,
Meray khiyal ki Duniya main meray pass ho tum!!!
N 35
D34
Uss ko maloom hay, ke uss bin hum toot jate hain,
Phr kiun wo azmaata hy hum ko, bichar bichar kar..!!
N 36
D33
Likh Kar Chalaa Gaya Mere Chehre Per Apna Gham……
Mujh Ko Ataa Ajeeb Nishaani Wo Kar Gayaa……………….!
N 38
D32
Baat Aik Shakhs Ki Nhi Loogon . .
Uth Gai Hain Wafaaiyen Dunya Se …!!! 
N 39
D31
Ye Jo Zindagi Ki Kitaab Hai Ye Kitaab Bhi Kyaa Kitaab Hai,!!!
Kahin Ik Hasin Sa Khvab Hai Kahin Jaan-levaa Azab Hai…!!! 
N 40
D29
Jhuth kahon to sb kuch hai mere pas . . . . . . . . . . . . . . . . . . . Or sach kahon to ek tere siwa kuch bhi khas nahi 
N 41
D28
Ek khuwab k liye sota hun mein raat bhar, . . . ......Wo khuwab hi toot jaye to ye neenden kis kam ki 
N 42
D30
Uske Chehry Ki Masumiyat py Na Jaa........!!
Bewafa Log Barhy Fankaar Hua Karty Hain.......!!!
N 43
D83
Shayad Tu Kabhi Pyasa Meri Taraf Laut Aaye......-FARAZ-.......
AankhOun Mein Liye Phirta HoOn Darya Teri Khatir..........!
D81
kyon rote ho uss ki yaad main……FARAZ…..
Ansoun se taqdeer badalti tu aaj WO mera hota..!!
D80
Apne Hathon ki Lakiron main is tarha shamil kar lo mujhay…….!
k jab bhi Dua k liye Hath uthay to Yaad Aa jaon........! 
D78
Mujhsey waada karo mujhey rulao gey nahi....
Halaat jo bhi ho mujhy bhulaohey nahi...
Chupa K Apni Aankhon Mein rakhogey mujhko...
Duniya mein kisi aur ko dikhaogey nahi... 

CREAT BY IMMI.K!LLER@NIMBUZZ.COM   FACEBOK  IMRAN.QURESHI143@YAHOO.COM




XtGem Forum catalog